Istikhara ka tariqa
Istikhara Ka Tariqa Aur Istikhara ki Dua
Istikhara ka tariqa: Mare baheyo or bahno aj ki post main hum ap ko batane ja rahe hain, istikhara ka tariqa. Istikhara ka masnoon tariqa ye hai ke admi 2nawafil neyat ker ke parhe, neyat ye kare k mare samne 2 raste hain, or un main se jo rasta mare haq main bather ho, Allah Tallah us ka faisla suna dain. Ye neyat ker k phr 2 rakat namaz nawafil parhe, Or namaz ada krne k bad istikhara ki masnoon dua parhe jo Hazoor (S.A.W) ne talqein farmai hai. Istikhara k tariqe k bare main aur dua k bare main Baba Azam Shah ap logoun ko agah karein ge. Or ap log un se rabte main rahein.
What Is Means Of Istikhara.
Kisi aheim mamle main Allah Pak se khair or bahlai talab karne ko istikhara kahte hain. Ye kisi bi kam k mutaliq khair or bahlai chahne k liye keya ja sakta hai. Jasa k job, shadi, saffer ya neya karobar shro kerne k liye keya ja sakta hai. Kunke insan ko maloom ni hota k konsi cheez us k liye khair or konsi cheez us k liye sher sabat ho sakti hai. To insan bahlai or khair ya phir sher se bachne k liye istikhar k zareye Allah Pak se mashra la late hain. Jis ke bar main phir Allah Pak un ko khawab main ishara da data hain. Baheyo or bahno khawab or istikhara k mamle main zara bi ap ko pareshan hone ki koi zarurat ni Baba Azam Shah ap ko is mamle main detail k sath samjaien ge. Is ke liye ap ne Baba Azam Shah se rabt zarur kerna hai. Aur apne tamam masail ka hal un se puch sakte hain.
Istikhara Ki Dua
Insan kisi bi cheez ke dua to karta hi hai. Kha wo Allah Pak se madad ki ho ya kisi problem ki mushkilat ko door karne ki ho ya koi or. To dua ka matlab hi yani mangna hai. Or mangna bi kis se Allah Tallah se. To mare baheyo or bahno istikhara main bi hum dua karein ge,
Aay Allah: main ap k ilam ka wasta day ker kahta hun or ap se khair or bahlai talab kerta hun. Main to ghaib kai lam ni rakhta , Aay Allah tu to her cheez per qudrat rakhne wala hai. Taray ilam se dunya ki koi be cheez chupi hui ni hai. Ap to ghaib ko janne walay hain. Aay Allah ap ilam rakhte hain main ilam ni rakhta. Aay Allah jo rasta mare haq main bather us ka mare haq main intekhab ker or jo mare haq main bather ni to us ka intekhab na kerna. Is tara se istekhara k liye dua karein or tafselat ke liye ap ne Baba Azam Shah se rabta kerna ho ga jo ap ko detail se sari batoun ko samjaien ge.
Istikhara Ka Waqat
Baz lo ye samajte hain k istikhara kerne k bad khawab aye ga aur istikhara khawab dreem k zareye hamein bataya jaye ga k kam karo yak am na karo. Yad rakhein k khawab ana koi zaruri ni ke khawab main koi bat zarur batai jaye ya khawab main koi ishara deya jaye. Baz murtaba khawab main aa bi jata hai aur baz dafa ni bi ata. Ager ap logoun koi masla derpaish a bi jay to ap Baba Azam Shah se rabta ker k her tara ki detail hasil ker saktey hain. Or istikhara ka tariqa hasil kerne k liye to ap ne un hi se rabta kerna ho ga.