Karobari Bandash Ka Tor
Asslam O Alikum,
Karobari Bandash Ka Tor : Nazreen aj ki is post main hum ap ko bataien gay karobari bandash ka tor. Jo intehahi mufeed aur zaberdast amal hai. Dosto ager ap karobar main bandash ki waja sa ya karobari nakameyoun ki waja sa karobari nakameyoun ka samna ker rhe hain, to is mamle main hum ap ko ak amal bataien gay. Jo intehahi zaberdast or mofeed amal hai. Is ko karobari bandash ka tor kha jata hai. Jo intehahi zaberdast rohaneyat ka hamil hai. Jise hazaroun logoun per Aazmaya geya hai, aur her bar is ka faiz ba inteha sabat hua hai. Ager ap kisi bi waja se karobari bandash ka samna ker rahe hain aur ap is waja se intehahi pareshan hain to is k liye ap ko pareshan hone ki koi zarurat ni. Is masle ke hal k liye ap log karobari bandash ka tor bi kerwa sakte hain. Jis amal k karne se ap k karobar per lagi hui bandash toot jaye gi. Kun k akser oqat kuch log jailas ki waja se ya kisi hasad ki waja se ap ke karobar per karobar ki bandash lagwa date hain. Is mamle main ap ko kisi per shak ho k us ne ap ke karobar main rukawat k liye koi amal ya jadw kerwaya hai to dair mat karein. Is masle k hal k liye ap log Jaldi se Baba Azam Shah se rabta karein. Jo ap ke karobar per lagi hui karobari bandash ko to dain gey. Aur is ke liye Baba Azam Shah ap ko kuch amal bataien gey jo ap logoun ne karne hain. Jis amal ke karne se ap ka karobar pher se usi tara parwan hone lag jaye ga. Karobari bandash ke tor k liye kuch amal ap ko is post hi main batane jaien gay. Or is ke elawa tafseelat ke liye ap ne Baba Azam Shah se rabta kerna hai.
Karobari bandash ka tor ka amal ka tareeqa
Ye amal her qisam ki bandash k liye ak lajawab amal hai. Is amal ko karne main ap ko koi nuqsan ni puhnche ga. Aur ap apne karobar ki bandash ka tor k liye is amal ko azma sakte hain. Jo k mandaraja zail hai. Aur ap ko ye amal 11 din tak rozana fajar ki namaz ke bad karna hai.
1: Surah muzamil……….. 1 murtaba
2: Charoun qul aur Aayatulkursi…… 11,11 murtaba
3: Awal o Aakhir ………….. 11 bar darood shareef
Ya sub parhne k bad pani per dam ker lain or jis per bandash ho wo is main se peye is neyat se k is per jo bi bandash hai Allah pak ise khatam farma day. Insha Allah ap k karobar per lagi hui bandash 11 din main khatam ho jaye gi. Aur ak bat yad rakhein ke namaz ki pabandi karni hai.