Rishtoun Ki Bandash Khatam Karne Ka Taweez
Asslam O Alikum,
Rishtoun Ki Bandash Khatam Karne Ka Taweez :Nazreen aj ki is post main hum ap ko bataien ga rishtoun ki bandsh khatam kerne ka taweez ka bare main. Aur is taweez ki madad se hum ap ko rishtoun per lagi hui bandash ka tor ka hal bataien gey. Ya ak intehahi zaberdast aur mujarab amal hai. To mare baheyo aur bahno kuch log dushmani ki wja se ya hasad ki waja se larkeyoun ka rishtoun ki bandash kar date hain, ya phr krwa date hain. Aur is ka nuqsan ye hota hai k larkeyoun k rishte Aana band ho jate hain. Aur un ki shadi ki umerien nikal jati hain. To is museebat se bachne k liye hum ap ko is post main ak taweez ka amal batain gay jo k rishtoun ki bandash ki bandash ka tor ka liye intehahi mufeed taweez hai. Is taweez ko ap logoun main se jis kisi ka rishta ni hota to wo is taweez ko kerwa ker apne galy main bandhein. Is taweez ka chand dinoun bad rishte ana shro ho jaien gey. Aur is taweez se pahle ap ko ak amal bi bta rha hain. Jo ka rishtoun ki bandash khatam karne k liye ak antehahi zaberdast aur mufeed amal ha.
Rishtoun ki rukawat door karne ka amal
Rishtoun Ki Bandash Khatam Karne Ka Taweez.Ye amal qurane majeed para number 19 surah furqan, Aayat namber 54 ko 21 din tak 313 murtaba parhna hai. Insha Allah Allah pak bahtareen rishta ata kare ga. Ya amal karne k bad ap ne Allah pak se dua karni hai is neyat se k muj per jo bi bandash hai use door farma aur ak acha aur naik rishta ata farma.
Rishoun ki bandash ko khatam karne ka taweez
1: Is taweez ka amal se pahle ap ko ak bat ka khas kheyal rakhna ho ga. Panch waqat ki namaz ki pabandi karni ho gi. Dusri bat ye hai ke yaqeen rakhna ho ga. Yaqeen chunke sub se bari bat hai. Is ka bageer koi bi cheez mumkin ni, yaqeen se murad ye hai ke Allah pak per yaqeen hona lazmi hai. Tab ja ker ye taweez kar Aamad sabat hote hain.
(Surah akhzab) ya ayu hannabi ena arsalnaka se wakeela is Aayat ko kisi safad aur pak kaghez per likh ker ise taweez bna ker larki ke daien bazu per bandein. Insha Allah is amal ke bad paygham e nikah ba kasrat ane lag jayein ge.
2: Ager kisi larki ki shadi main rukawat ho aur kafi arse se rishte ka rishtoun ka paygham na ate houn aur ap ye samjte houn ke ap per rishte ki bandash hui hai to wo hazrat ebarat likh ker apne gale main dalien,
Tahawaz, yani Bismillah, wa min qule shyi in khalaqna, zao jayi ne lhalakum tazakaroon. Allah huma bekhaqe qauo leka ha za wa be hurmate nabeyeka Muhammadin salla Allah o alyi wasalama un tarzuqa ( flan binte flan) zaujan mawafeqan ghayra mukhalifen bkhaqe Muhammadn u wa Aa lihi ajmaheen.
Flan binte flan ki jaga larkey ya aus ke walid ka name likhe.
Ager ap koi bi pareshani ho is mamle main to ap Baba Azam Shah se rabta ker sakte hain. Jo ap ko her cheez ko tafseel ka sath bataien gay.